Sniffing Kya hai?
Dosto Aaj Hum "Sniffing" K bare me Janege ye kya hoti hai aur isko hackers kaise Use krte hai.
So Lets Start
Computers me Sniffing Ka matlb ye hota hai Ki User Aur Destination(server) k bich jo Data Transfer Ho rhi hai in dono k bich me intercept krke uske data jo transfer ho rhi h usko copy kr li jati hai ya chura lia jata h Hum Jb v internet se koi v file download krte hai to user aur jaha se download(server) ho rhi hoti h ye data packets k form me hoti hai aur Jo hackers hote hai Wo ye data chura k dekh sakte hai ki ap kaun si website se kya download kr rahe hai yaha tk ki agar ap koi v banking se related ya koi v website pe ap apna login krte hai wo login detail v hackers k pass chali jati hai ....hackers bade asani se apki login details ,users id,Hightech information,credit card etc sniffing k jariye hack kr sakte hai
Hackers jo hote hai Network me Silently aur invisible hote hai aur inko detect krna mushquil hota hai aam log Jinko sniffing k bare me kuch ni pata hota hai un logo ko pata v ni chalta hai ki unke data churaya ja rha hai Jb ap banking k site me ya koi v social sites se connect ho rhe hote hai aur jb ap apna username aur password dal rhe hote hai to apko lagta hai ki ap directly server se hi connected hai lekin bich me se hi apke data ko koi intercept kr rha hota h ,chura rha hota hai.decode kr rha hota h etc...Aur sbse badi ye hai ki inko detect karna bada mushqil hota ha aam logo k liye kyuki User Aur server ko dono ko ni pata hota h ki uska data chori ho rhi hoti hai aur ye bahut Dangerous attack hota hai...
Hope Apko sniffing k bare information achi lagi ho milte h agle Article me ...
Thank You <3