Dosto Aaj Is Article me Hum VPN se related janege Akhir VPN hota kya hai, kaise kaam Karta hai ,Aur iske Kya kya Fayde hai...
So zyda Time waste na krte hue Sidhe Topic par aate hai ...
Ap Sb ne Kbhi Na kbhi to VPN ka naam Suna hi Hoga iska Pura naam "Virtual Private network" hota hai ,Dosto Aaj K life me Koi v Internet pe Safe ni hai Hum log Humesha Internet K through Online Transaction Krte hai ,Apni Personal details dete h etc Aise bahut sare kaam hum roz krte hai aise me Jo hackers Aur Snoofer hote hai wo Is Intezar me hote hai ki kb wo Apka persnal data ko chori kar sake and apko blackmail kr apse uske badle Paise Mang kar paye ...
Lekin Dheere ab Internet Ki security Ko dhayn me rakhte hue usme ab badalao bhi ho rhe hai ab Hum Lucky hai ki Ab Jo Hum Online kaam karte waqt humesha man me dar bana rehta tha ki koi mera data chori to na kr lega usse bachne k liye ek asan Rasta hamare pass ab mauzood hai aur usko Hum VPN k naam se jante hai...
VPN ek bahut badhia tarika hai jo ki apke network ko Safe rakhne k liye aur Apke personal data ko Hackers and snoofers se bachane k liye kaam aata hai ..VPN ka Zydatar Log Online Worker Hi Use krte hai.. Aam Log VPN ka use apne smartphone me App download krke v use kr sakte hai ...
How VPN works?VPN kaise kaam krta hai?
Dosto VPN ka kaam ye hota hai ki apke connection ya internet pe jo v Ap kaam kr rhe usko wo safe rakh sake aur uske sath sath iska fayda ye v hai ki jo sites Restricted hoti hai ya fir hamare country me baned hoti wo v is VPN k jariye Access kr sakte hai For Example...NETFLIX jo ki pahle hamare country me restricted tha Lekin usko v hum Apne VPN k jariye access kr pate the...
hope apko samjh me aa gya hoga ki VPN kya hai